Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki, Urdu Ghazal By Meer Asar

Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Asar. Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں ظاہر یہ تیری چاہ نہ کی

میر اثر

کہیں ظاہر یہ تیری چاہ نہ کی

مرتے مرتے بھی ہم نے آہ نہ کی

تو نگہ کی نہ کی خدا جانے

ہم تو ڈر سے کبھو نگاہ نہ کی

سب کے جی میں یہ نالہ ہو گزرا

ایک تیرے ہی دل میں راہ نہ کی

آہ مر گئے پہ ناتوانی

ایک بھی آہ سربراہ نہ کی

وہ کسو اور سے کرے گا کیا

جن نے تجھ سے اثرؔ نباہ نہ کی

میر اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki

Meer Asar

kahin zahir ye teri chah na ki
marte marte bhi hum ne aah na ki

tu nigah ki na ki KHuda jaane
hum to Dar se kabhu nigah na ki

sab ke ji mein ye nala ho guzra
ek tere hi dil mein rah na ki

aah mar gae pa na-tawani
ek bhi aah sarbarah na ki

wo kisu aur se karega kya
jin ne tujh se 'asar' nibah na ki

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki written by Meer Asar at UrduPoint. Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki is one of the masterpieces written by Meer Asar. You can also find the complete poetry collection of Meer Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Asar' above.

Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin Zahir Ye Teri Chah Na Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.