Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka, Urdu Ghazal By Meer Mohammadi Bedar

Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mohammadi Bedar. Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانوں میں نہ جبکہ نام اس کا

میر محمدی بیدار

جانوں میں نہ جبکہ نام اس کا

پوچھوں کیا کہہ مقام اس کا

ہے دل کوں تپش کچھ اور ہی آج

لاتا ہے کوئی پیام اس کا

نامہ کہ تو کیا جگہ کہ قاصد

لایا ہی نہ یاں سلام اس کا

مت لیجیو دل تو چاہ کا نام

قتل عاشق ہے کام اس کا

ہو جائے گا پائمال بیدارؔ

دیکھے گا اگر خرام اس کا

میر محمدی بیدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka

Meer Mohammadi Bedar

jaanun main na jabki nam us ka
puchhun kya kah maqam us ka

hai dil kun tapish kuchh aur hi aaj
lata hai koi payam us ka

nama ki to kya jagah ki qasid
laya hi na yan salam us ka

mat lijiyo dil tu chah ka nam
qatl-e-ashiq hai kaam us ka

ho jaega paemal 'bedar'
dekhega agar KHiram us ka

(387) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka written by Meer Mohammadi Bedar at UrduPoint. Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka is one of the masterpieces written by Meer Mohammadi Bedar. You can also find the complete poetry collection of Meer Mohammadi Bedar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mohammadi Bedar' above.

Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaanun Main Na Jabki Nam Us Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.