Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai, Urdu Ghazal By Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri

Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri. Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ننھا سا سپاہی انتہائی شوق سے اذن شہادت مانگتا ہے

میر سید مظفر علی ظفر مظاہری

یہ ننھا سا سپاہی انتہائی شوق سے اذن شہادت مانگتا ہے

نہیں ابطال باطل کے لئے شمشیر بازی کی اجازت مانگتا ہے

اسے ہے دن کو دن کہنا اسے ہے شب کو شب کہنا کسی بھی مرحلے پر

کبھی وہ یار غار مصطفیٰ صدیق اکبر سی صداقت مانگتا ہے

اسے تو حق کو حق باطل کو باطل کر دکھانے کی تڑپ بھی ہے لگن بھی

عمر فاروق اعظم کے زمانے کی خلافت کی عدالت مانگتا ہے

کلید علم و حکمت سے کلید زہد و طاعت سے حیا داری کی صورت

کبھی عثمان بن عفان سی فہم و فراست کی سیاست مانگتا ہے

کہیں تو جانفشانی کی کہیں تو جاں نثاری کی سعادت کی طلب میں

کبھی شیر خدا سی حیدر کرار سی رن میں شجاعت مانگتا ہے

ذرا سی جان ہے اس کی مگر ارمان ہے اس کے شہادت کی صفت کے

کبھی حمزہ کبھی خالد سی میدان وفا میں استقامت مانگتا ہے

میر سید مظفر علی ظفر مظاہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai

Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri

ye nanha sa sipahi intihai shauq se izn-e-shahadat mangta hai
nahin ibtal-e-baatil ke liye shamshir-bazi ki ijazat mangta hai

use hai din ko din kahna use hai shab ko shab kahna kisi bhi marhale par
kabhi wo yar-e-ghaar-e-mustafa siddiq-e-akbar si sadaqat mangta hai

use to haq ko haq baatil ko baatil kar dikhane ki taDap bhi hai lagan bhi
umar faruq-e-azam ke zamane ki KHilafat ki adalat mangta hai

kalid-e-ilm-o-hikmat se kalid-e-zohd-o-taat se haya-dari ki surat
kabhi usman-bin-affan si fahm-o-farasat ki siyasat mangta hai

kahin to jaan-fishani ki kahin to jaan-nisari ki saadat ki talab mein
kabhi sher-e-KHuda si haidar-e-karrar si ran mein shujaat mangta hai

zara si jaan hai us ki magar arman hai us ke shahadat ki sifat ke
kabhi hamza kabhi KHalid si maidan-e-wafa mein istaqamat mangta hai

(446) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai written by Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri at UrduPoint. Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai is one of the masterpieces written by Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri. You can also find the complete poetry collection of Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri' above.

Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Nanha Sa Sipahi Intihai Shauq Se Izn-e-shahadat Mangta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.