Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko, Urdu Ghazal By Mirza Athar Zia

Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Athar Zia. Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اپنے جسم کی دیوار میں چنوں خود کو

مرزا اطہر ضیا

میں اپنے جسم کی دیوار میں چنوں خود کو

پھر اپنے آپ سے باتیں کروں سنوں خود کو

تمام شہر میں بکھرا پڑا ہے میرا وجود

کوئی بتائے بھلا کس طرح چنوں خود کو

نکل پڑا ہوں میں ہم زاد ڈھونڈنے اپنا

لگا کے بیٹھا ہوا ہوں عجب جنوں خود کو

مرے وجود کے سب تانے بانے الجھے ہیں

کدھر کدھر سے میں سلجھاؤں اور بنوں خود کو

وہ چیز کیا ہے کہ جس کی تلاش میں اطہرؔ

ادھیڑ ادھیڑ کے اپنا بدن دھنوں خود کو

مرزا اطہر ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko

Mirza Athar Zia

main apne jism ki diwar mein chunun KHud ko
phir apne-ap se baaten karun sunun KHud ko

tamam shahr mein bikhra paDa hai mera wajud
koi batae bhala kis tarah chunun KHud ko

nikal paDa hun main ham-zad DhunDne apna
laga ke baiTha hua hun ajab junun KHud ko

mere wajud ke sab tane-bane uljhe hain
kidhar kidhar se main suljhaun aur banun KHud ko

wo chiz kya hai ki jis ki talash mein 'athar'
udheD udheD ke apna badan dhunon KHud ko

(560) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko written by Mirza Athar Zia at UrduPoint. Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko is one of the masterpieces written by Mirza Athar Zia. You can also find the complete poetry collection of Mirza Athar Zia by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Athar Zia' above.

Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.