Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai, Urdu Ghazal By Mirza Athar Zia

Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Athar Zia. Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیسی آگ مجھ میں جل رہی ہے

مرزا اطہر ضیا

یہ کیسی آگ مجھ میں جل رہی ہے

یہ کیسی برف مجھ میں گل رہی ہے

کوئی تسبیح مجھ میں پڑھ رہا ہے

کوئی قندیل مجھ میں جل رہی ہے

مسافر جا چکا لمبے سفر پر

ابھی تک دھوپ آنکھیں مل رہی ہے

سبھی باہوں کو پھیلائے کھڑے ہیں

قیامت ہے کہ ہر پل ٹل رہی ہے

اضافی ہو چکا ہے متن سارا

کہانی حاشیے سے چل رہی ہے

مجھے سب دفن کر کے جا چکے ہیں

مگر یہ سانس اب تک چل رہی ہے

بہت روئے گی یہ لڑکی کسی دن

جو میرے ساتھ ہنس کر چل رہی ہے

مرزا اطہر ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai

Mirza Athar Zia

ye kaisi aag mujh mein jal rahi hai
ye kaisi barf mujh mein gal rahi hai

koi tasbih mujh mein paDh raha hai
koi qindil mujh mein jal rahi hai

musafir ja chuka lambe safar par
abhi tak dhup aankhen mal rahi hai

sabhi bahon ko phailae khaDe hain
qayamat hai ki har-pal Tal rahi hai

izafi ho chuka hai matn sara
kahani hashiye se chal rahi hai

mujhe sab dafn kar ke ja chuke hain
magar ye sans ab tak chal rahi hai

bahut roegi ye laDki kisi din
jo mere sath hans kar chal rahi hai

(529) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai written by Mirza Athar Zia at UrduPoint. Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai is one of the masterpieces written by Mirza Athar Zia. You can also find the complete poetry collection of Mirza Athar Zia by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Athar Zia' above.

Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaisi Aag Mujh Mein Jal Rahi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.