Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur, Urdu Ghazal By Mohammad Ahmad Ramz

Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ahmad Ramz. Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظ و بیاں کے پس منظر تک اک قوس امکانی اور

محمد احمد رمز

لفظ و بیاں کے پس منظر تک اک قوس امکانی اور

میری جست ہنر کو لکھ دے کوئی سمت معانی اور

بست و کشاد بازد کیا ہے سانسوں کی ہلچل کے سوا

چاند گھرا ہو جب موجوں میں بڑھتی ہے طغیانی اور

سحر سواد بحر و بر سے کتنے طوفاں ابھرتے ہیں

اب اس شورش آب و گل کو مٹی اور نہ پانی اور

دشت نوا پر چھا جائے گا اس کے بعد اک لمبا سکوت

میں چوتھا درویش ہوں مجھ سے سن لو ایک کہانی اور

میں ہوں غزال مشک گزیدہ میرا سفر ہے تیر کے ساتھ

جب ہوتی ہے نیز یہ خوشبو بڑھتی ہے جولانی اور

عمر کے غرب سیہ میں کیسا ڈوب رہا ہے مہر شباب

دیکھ سکو تو دیکھ لو دم بھر رمزؔ یہ شام سہانی اور

محمد احمد رمز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur

Mohammad Ahmad Ramz

lafz-o-bayan ke pas-manzar tak ek qaus-e-imkani aur
meri jast-e-hunar ko likh de koi samt-e-maani aur

bast-o-kushad-bazad kya hai sanson ki halchal ke siwa
chand ghira ho jab maujon mein baDhti hai tughyani aur

sehr-e-sawad-e-bahr-o-bar se kitne tufan ubharte hain
ab is shorish-e-ab-o-gil ko miTTi aur na pani aur

dasht-e-nawa par chha jaega is ke baad ek lamba sukut
main chautha darwesh hun mujh se sun lo ek kahani aur

main hun ghazal-e-mushk-gazida mera safar hai tir ke sath
jab hoti hai niz ye KHushbu baDhti hai jaulani aur

umr ke gharb-e-siyah mein kaisa Dub raha hai mehr-e-shabab
dekh sako to dekh lo dam-bhar 'ramz' ye sham suhani aur

(573) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur written by Mohammad Ahmad Ramz at UrduPoint. Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur is one of the masterpieces written by Mohammad Ahmad Ramz. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ahmad Ramz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ahmad Ramz' above.

Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafz-o-bayan Ke Pas-manzar Tak Ek Qaus-e-imkani Aur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.