Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Manzar

Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Manzar. Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر کی اس بھیڑ میں ہوں بے نشاں ہوتے ہوئے

محمد علی منظر

شہر کی اس بھیڑ میں ہوں بے نشاں ہوتے ہوئے

دیکھتا رہتا ہوں خود کو رائیگاں ہوتے ہوئے

میری اس تنہائی کی اب کوئی تو تاویل ہو

کیوں اکیلا چل رہا ہوں کارواں ہوتے ہوئے

میں تمہارے گھر میں اک دن روشنی لے آؤں گا

اک ستارے نے کہا یہ مہرباں ہوتے ہوئے

ہر طرف مرجھائی کلیاں ہر طرف پتوں کا شور

باغ کیوں اجڑا ہوا ہے باغباں ہوتے ہوئے

کب بھلا فرصت ملے گی فکر دنیا سے مجھے

گیت کب لکھوں گا منظرؔ شادماں ہوتے ہوئے

محمد علی منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue

Mohammad Ali Manzar

shahar ki is bhiD mein hun be-nishan hote hue
dekhta rahta hun KHud ko raegan hote hue

meri is tanhai ki ab koi to tawil ho
kyon akela chal raha hun karwan hote hue

main tumhaare ghar mein ek din raushni le aaunga
ek sitare ne kaha ye mehrban hote hue

har taraf murjhai kaliyan har taraf patton ka shor
bagh kyon ujDa hua hai baghban hote hue

kab bhala fursat milegi fikr-e-duniya se mujhe
git kab likkhunga 'manzar' shadman hote hue

(510) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue written by Mohammad Ali Manzar at UrduPoint. Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Manzar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Manzar' above.

Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahar Ki Is BhiD Mein Hun Be-nishan Hote Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.