Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna, Urdu Ghazal By Mohammad Haneef Shabab

Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Haneef Shabab. Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاہے وہم و گمان میں رکھنا

محمد حنیف شباب

چاہے وہم و گمان میں رکھنا

مجھ کو تو اپنے دھیان میں رکھنا

ناز کرتا ہو آسماں جس پر

شان ایسی اڑان میں رکھنا

خواب آنکھوں میں پالنا لیکن

جان اپنی لگان میں رکھنا

تجھ سے کس نے کہا تھا شیشہ گر

کوئی پتھر دکان میں رکھنا

ہم تو بدلیں گے رخ ہواؤں کا

آپ خود کو ڈھلان میں رکھنا

نیم کا پیڑ دل میں ہو لیکن

شہد اپنی زبان میں رکھنا

محمد حنیف شباب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna

Mohammad Haneef Shabab

chahe wahm-o-guman mein rakhna
mujh ko tu apne dhyan mein rakhna

naz karta ho aasman jis par
shan aisi uDan mein rakhna

KHwab aankhon mein palna lekin
jaan apni lagan mein rakhna

tujh se kis ne kaha tha shishagar
koi patthar dukan mein rakhna

hum to badlenge ruKH hawaon ka
aap KHud ko Dhalan mein rakhna

nim ka peD dil mein ho lekin
shahd apni zaban mein rakhna

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna written by Mohammad Haneef Shabab at UrduPoint. Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef Shabab. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef Shabab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef Shabab' above.

Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chahe Wahm-o-guman Mein Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.