Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah, Urdu Ghazal By Mohammad Iqbal Ahmad

Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Iqbal Ahmad. Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ریشمی زلف تمہاری لگی مخمل کی طرح

محمد اقبال احمد

ریشمی زلف تمہاری لگی مخمل کی طرح

اور یہ جسم ہے خوشبو بھرا صندل کی طرح

آپ سے دوریاں برداشت نہیں ہوتی ہیں

جی میں آتا ہے لپٹ کر رہوں آنچل کی طرح

اک دفعہ آپ کی نظروں سے ملیں کیا نظریں

بس گئیں آپ نگاہوں میں ہیں کاجل کی طرح

موت ہی موت نظر آ رہی تا حد نظر

سب ادائیں ہیں تمہاری کسی مقتل کی طرح

وہ نشہ ہے کہ اب اقبالؔ اترتا ہی نہیں

ہر گھڑی سامنے رہتے ہیں وہ بوتل کی طرح

محمد اقبال احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah

Mohammad Iqbal Ahmad

reshmi zulf tumhaari lagi maKHmal ki tarah
aur ye jism hai KHushbu bhara sandal ki tarah

aap se duriyan bardasht nahin hoti hain
ji mein aata hai lipaT kar rahun aanchal ki tarah

ek dafa aap ki nazron se milin kya nazren
bas gain aap nigahon mein hain kajal ki tarah

maut hi maut nazar aa rahi ta-hadd-e-nazar
sab adaen hain tumhaari kisi maqtal ki tarah

wo nasha hai ki ab 'iqbaal' utarta hi nahin
har ghaDi samne rahte hain wo botal ki tarah

(388) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah written by Mohammad Iqbal Ahmad at UrduPoint. Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah is one of the masterpieces written by Mohammad Iqbal Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Iqbal Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Iqbal Ahmad' above.

Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Reshmi Zulf Tumhaari Lagi MaKHmal Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.