Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht, Urdu Ghazal By Mohammad Sadiq Jameel

Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Sadiq Jameel. Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس قدر بڑھ گئی عدم برداشت

محمد صادق جمیل

اس قدر بڑھ گئی عدم برداشت

خود کو بھی اب نہیں ہیں ہم برداشت

ہم نے برداشت جیسے کی دنیا

اہل دنیا کریں گے کم برداشت

مسکرا کر ہمیں پلا تو سہی

مسکرا کر کریں گے سم برداشت

کرتے ہو اس لئے ستم شاید

ہم سے ہوگا نہیں کرم برداشت

ایک خالق کو ماننے والے

کس طرح کر گئے صنم برداشت

جن کو پتھر اٹھا نہیں پائے

کر لئے ہم نے وہ بھی غم برداشت

وہ جو خنجر قبول سینے تھے

ان سے ہوتا نہیں قلم برداشت

محمد صادق جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht

Mohammad Sadiq Jameel

is qadar baDh gai adam-bardasht
KHud ko bhi ab nahin hain hum bardasht

hum ne bardasht jaise ki duniya

ahl-e-duniya karenge kam bardasht

muskura kar hamein pila to sahi
muskura kar karenge sam bardasht

karte ho is liye sitam shayad
hum se hoga nahin karam bardasht

ek KHaliq ko manne wale
kis tarah kar gae sanam bardasht

jin ko patthar uTha nahin pae
kar liye hum ne wo bhi gham bardasht

wo jo KHanjar-qubul sine the
un se hota nahin qalam bardasht

(845) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht written by Mohammad Sadiq Jameel at UrduPoint. Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht is one of the masterpieces written by Mohammad Sadiq Jameel. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Sadiq Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Sadiq Jameel' above.

Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Qadar BaDh Gai Adam-bardasht, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.