Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Salahuddin Taskeen

Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Salahuddin Taskeen. Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برسوں سے خیالوں میں اک چھوٹی کہانی ہے

محمد صلاح الدین تسکین

برسوں سے خیالوں میں اک چھوٹی کہانی ہے

ہر بات نئی لیکن اک بات پرانی ہے

افسانہ تباہی کا لفظوں میں لکھوں کیوں کر

کچھ کہتا ہوں آنکھوں سے کچھ دل کی زبانی ہے

اک روپ سمایا ہے جس دن سے خیالوں میں

ہر دن ہے حسیں میرا ہر رات سہانی ہے

دولت یہ ملی مجھ کو حالات کے ہاتھوں سے

ایک زخم پرانا ہے اک درد نہانی ہے

ارمانوں کے میلے میں جو درد ملا مجھ کو

تسکینؔ سمجھتا ہوں الفت کی نشانی ہے

محمد صلاح الدین تسکین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai

Mohammad Salahuddin Taskeen

barson se KHayalon mein ek chhoTi kahani hai
har baat nai lekin ek baat purani hai

afsana tabahi ka lafzon mein likhun kyunkar
kuchh kahta hun aankhon se kuchh dil ki zabani hai

ek rup samaya hai jis din se KHayalon mein
har din hai hasin mera har raat suhani hai

daulat ye mili mujh ko haalat ke hathon se
ek zaKHm purana hai ek dard nihani hai

armanon ke mele mein jo dard mila mujh ko
'taskin' samajhta hun ulfat ki nishani hai

(597) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai written by Mohammad Salahuddin Taskeen at UrduPoint. Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Salahuddin Taskeen. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Salahuddin Taskeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Salahuddin Taskeen' above.

Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barson Se KHayalon Mein Ek ChhoTi Kahani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.