Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye, Urdu Ghazal By Mohan Singh Oberoi Deewana

Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohan Singh Oberoi Deewana. Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کار زار آفاق ہے اہل شجاعت کے لئے

موہن سنگھ اوبے رائے دیوانہ

کار زار آفاق ہے اہل شجاعت کے لئے

گلستاں ہمراز ہے اہل محبت کے لئے

مزرعہ نیکی ہے اہل ذوق خدمت کے لئے

گھر خدا کا ہے فدائیان رحمت کے لئے

چیستاں دنیا ہے اہل علم و حکمت کے لئے

گرم بازار حقوق اہل سیاست کے لئے

دولت آباد مساوات اہل محنت کے لئے

ہے نمائش گاہ سرمستان صنعت کے لئے

بستی دیوانوں کی ہے عشاق جلوت کے لئے

گوشۂ پر امن ارباب ریاضت کے لئے

موہن سنگھ اوبے رائے دیوانہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye

Mohan Singh Oberoi Deewana

kar-zar aafaq hai ahal-e-shujaat ke liye
gulistan ham-raaz hai ahl-e-mohabbat ke liye

mazra neki hai ahl-e-zauq-e-KHidmat ke liye
ghar KHuda ka hai fidaiyan-e-rahmat ke liye

chistan duniya hai ahl-e-ilm-o-hikmat ke liye
garm-bazar-e-huquq ahl-e-siyasat ke liye

daulat-abaad-e-musawat ahl-e-mehnat ke liye
hai numaish-gah sarmastan-e-sanat ke liye

basti diwanon ki hai ushshaq-e-jalwat ke liye
gosha-e-pur-amn arbab-e-riyazat ke liye

(314) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye written by Mohan Singh Oberoi Deewana at UrduPoint. Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye is one of the masterpieces written by Mohan Singh Oberoi Deewana. You can also find the complete poetry collection of Mohan Singh Oberoi Deewana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohan Singh Oberoi Deewana' above.

Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar-zar Aafaq Hai Ahal-e-shujaat Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.