Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi, Urdu Ghazal By Mubarak Azimabadi

Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Azimabadi. Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر ملے ہم ان سے پھر یاری بڑھی

مبارک عظیم آبادی

پھر ملے ہم ان سے پھر یاری بڑھی

اور الجھا دل گرفتاری بڑھی

مہربانی چارہ سازوں کی بڑھی

جب بڑھا درماں تو بیماری بڑھی

ہجر کی گھڑیاں کٹھن ہوتی گئیں

دن کے نالے رات کی زاری بڑھی

پھر تصور میں کسی کے نیند اڑی

پھر وہی راتوں کی بے داری بڑھی

سختیاں راہ محبت کی نہ پوچھ

ہر قدم اک تازہ دشواری بڑھی

خیر ساقی کی سلامت مے کدہ

جس قدر پی اتنی ہشیاری بڑھی

دور دورے ہیں مبارکؔ جام کے

انتہا کی اپنی مے خواری بڑھی

مبارک عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi

Mubarak Azimabadi

phir mile hum un se phir yari baDhi
aur uljha dil giraftari baDhi

mehrbani chaarasazon ki baDhi
jab baDha darman to bimari baDhi

hijr ki ghaDiyan kaThin hoti gain
din ke nale raat ki zari baDhi

phir tasawwur mein kisi ke nind uDi
phir wahi raaton ki bedari baDhi

saKHtiyan rah-e-mohabbat ki na puchh
har qadam ek taza dushwari baDhi

KHair saqi ki salamat mai-kada
jis qadar pi utni hushyari baDhi

daur-daure hain 'mubarak' jam ke
intiha ki apni mai-KHwari baDhi

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi written by Mubarak Azimabadi at UrduPoint. Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi is one of the masterpieces written by Mubarak Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Azimabadi' above.

Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Mile Hum Un Se Phir Yari BaDhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.