Zat Ke Ism Ka Moajiza, Urdu Nazam By Mumtaz Kanwal

Zat Ke Ism Ka Moajiza is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mumtaz Kanwal. Zat Ke Ism Ka Moajiza comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Zat Ke Ism Ka Moajiza on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذات کے اسم کا معجزہ

ممتاز کنول

جب سے تجھ کو دیکھا ہے

خواب کے وسیلے سے

نیند کے جزیروں میں

ہاتھ کی لکیروں میں

جب سے تجھ کو چاہا ہے

رات کی عبادت میں

صبح کی دعاؤں میں

دوریوں کی چھاؤں میں

تب سے روح کے اندر

سبز موسموں جیسی

خواہشیں ہمکتی ہیں

بارشیں برستی ہیں

بجلیاں چمکتی ہیں

گھنٹیاں سی بجتی ہیں

ممتاز کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zat Ke Ism Ka Moajiza

Mumtaz Kanwal

jab se tujh ko dekha hai
KHwab ke wasile se
nind ke jaziron mein
hath ki lakiron mein
jab se tujh ko chaha hai
raat ki ibaadat mein
subh ki duaon mein
duriyon ki chhanw mein
tab se ruh ke andar
sabz mausamon jaisi
KHwahishen humakti hain
barishen barasti hain
bijliyan chamakti hain
ghanTiyan si bajti hain

(404) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zat Ke Ism Ka Moajiza written by Mumtaz Kanwal at UrduPoint. Zat Ke Ism Ka Moajiza is one of the masterpieces written by Mumtaz Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Kanwal' above.

Zat Ke Ism Ka Moajiza is a widely read Urdu Nazam. If you like Zat Ke Ism Ka Moajiza, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.