Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat, Urdu Ghazal By Munir Anwar

Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munir Anwar. Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سنی کسی نے کہاں میرے انتظار کی بات

منیر انور

سنی کسی نے کہاں میرے انتظار کی بات

ہر اک زباں پہ رہی اختیار یار کی بات

ابھی ہے وقت چلو رابطہ بحال کریں

دلائیں یاد اسے عہد پائیدار کی بات

ابھی ہیں کرب کے کچھ اور مرحلے باقی

ابھی چلی ہی کہاں ہے مرے دیار کی بات

یہاں شجر کا شجر داؤ پر ہے نادانو

تمہارے لب پہ وہی شاخ و برگ و بار کی بات

بڑا بلیغ اشارہ تھا اس کی باتوں میں

ہمارا ذکر تھا اور راہ کے غبار کی بات

کسی کے دل کے اجڑنے کی بات ہے انورؔ

خزاں کی بات نہیں ہے نہیں بہار کی بات

منیر انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat

Munir Anwar

suni kisi ne kahan mere intizar ki baat
har ek zaban pe rahi iKHtiyar-e-yar ki baat

abhi hai waqt chalo rabta bahaal karen
dilaen yaad use ahd-e-paedar ki baat

abhi hain karb ke kuchh aur marhale baqi
abhi chali hi kahan hai mere dayar ki baat

yahan shajar ka shajar daw par hai nadanon
tumhaare lab pe wahi shaKH-o-barg-o-bar ki baat

baDa baligh ishaara tha us ki baaton mein
hamara zikr tha aur rah ke ghubar ki baat

kisi ke dil ke ujaDne ki baat hai 'anwar'
KHizan ki baat nahin hai nahin bahaar ki baat

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat written by Munir Anwar at UrduPoint. Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat is one of the masterpieces written by Munir Anwar. You can also find the complete poetry collection of Munir Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munir Anwar' above.

Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.