Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain, Urdu Ghazal By Munir Anwar

Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munir Anwar. Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مشکل وقت میں اکثر لوگ بدل جاتے ہیں

منیر انور

مشکل وقت میں اکثر لوگ بدل جاتے ہیں

چلتے چلتے اپنی راہ نکل جاتے ہیں

سب کے اپنے اپنے پیمانے ہوتے ہیں

سب اپنے افکار کی آگ میں جل جاتے ہیں

ذہن کی گرہیں کھلتے کھلتے ہی کھلتی ہیں

جاتے جاتے ہی رسی کے بل جاتے ہیں

ٹھوکر کھا کر گرنے والا سوچ رہا تھا

گرتے گرتے کیسے لوگ سنبھل جاتے ہیں

بے حس لوگوں کی بستی میں آخر انورؔ

کیسے کیسے نغمے آہ میں ڈھل جاتے ہیں

منیر انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain

Munir Anwar

mushkil waqt mein aksar log badal jate hain
chalte chalte apni rah nikal jate hain

sab ke apne apne paimane hote hain
sab apne afkar ki aag mein jal jate hain

zehn ki girhen khulte khulte hi khulti hain
jate jate hi rassi ke bil jate hain

Thokar kha kar girne wala soch raha tha
girte girte kaise log sambhal jate hain

behis logon ki basti mein aaKHir 'anwar'
kaise kaise naghme aah mein Dhal jate hain

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain written by Munir Anwar at UrduPoint. Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain is one of the masterpieces written by Munir Anwar. You can also find the complete poetry collection of Munir Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munir Anwar' above.

Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mushkil Waqt Mein Aksar Log Badal Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.