Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya, Urdu Ghazal By Munshi Khairati Laal Shagufta

Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Khairati Laal Shagufta. Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مضمون عشق ذہن ستم گر میں آ گیا

منشی خیراتی لال شگفتہ

مضمون عشق ذہن ستم گر میں آ گیا

دریا سمٹ کے حلقۂ ساغر میں آ گیا

ہنگام ذبح جسم نے گستاخیاں جو کیں

دھبا لہو کا دامن خنجر میں آ گیا

آ نکلے تیرے سامنے کیا پوچھتا ہے یار

کچھ اس گھڑی یہی دل مضطر میں آ گیا

اس سرو قد کے قامت موزوں کو دیکھ کر

خم اے شگفتہؔ نخل صنوبر میں آ گیا

منشی خیراتی لال شگفتہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya

Munshi Khairati Laal Shagufta

mazmun-e-ishq zehn-e-sitamgar mein aa gaya
dariya simaT ke halqa-e-saghar mein aa gaya

hangam-e-zabh jism ne gustaKHiyan jo kin
dhabba lahu ka daman-e-KHanjar mein aa gaya

aa nikle tere samne kya puchhta hai yar
kuchh us ghaDi yahi dil-e-muztar mein aa gaya

us sarw-qad ke qamat-e-mauzun ko dekh kar
KHum ai 'shagufta' naKHl-e-sanobar mein aa gaya

(371) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Khairati Laal Shagufta Poetry

You can read Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya written by Munshi Khairati Laal Shagufta at UrduPoint. Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya is one of the masterpieces written by Munshi Khairati Laal Shagufta. You can also find the complete poetry collection of Munshi Khairati Laal Shagufta by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Khairati Laal Shagufta' above.

Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mazmun-e-ishq Zehn-e-sitamgar Mein Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.