Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka, Urdu Ghazal By Muntazir Lakhnavi

Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muntazir Lakhnavi. Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka comes under the Love, Social category of Urdu Ghazal. You can read Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ان زلفوں کا عالم ابتری کا

منتظر لکھنوی

وہ ان زلفوں کا عالم ابتری کا

سبب تھا میری شوریدہ سری کا

پری کی سی ہو جس ظالم کی رفتار

وہ کیا جانے جتن آدم گری کا

عجب اپنا بھی ہے معشوق بے عیب

ہنر ہے جس میں عاشق پروری کا

تری جادو نگاہی جس نے دیکھی

وہ کب قائل ہے سحر سامری کا

رواں ہیں لخت دل یوں چشم نم سے

مسافر جوں چلے رستہ تری کا

شرف اصحاب کہف اوپر رکھے ہے

جو سگ ہے آستان حیدری کا

بدی مت کر کسی کی منتظرؔ تو

اگر خواہاں ہے اپنی بہتری کا

منتظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka

Muntazir Lakhnavi

wo un zulfon ka aalam abtari ka
sabab tha meri shorida-sari ka

pari ki si ho jis zalim ki raftar
wo kya jaane jatan aadam-giri ka

ajab apna bhi hai mashuq be-aib
hunar hai jis mein aashiq-parwari ka

teri jadu-nigahi jis ne dekhi
wo kab qail hai sehr-e-samri ka

rawan hain laKHt-e-dil yun chashm-e-nam se
musafir jun chale rasta tari ka

sharaf ashab-e-kahf upar rakhe hai
jo sag hai aastan-e-haidari ka

badi mat kar kisi ki 'muntazir' tu
agar KHwahan hai apni behtari ka

(408) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka written by Muntazir Lakhnavi at UrduPoint. Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka is one of the masterpieces written by Muntazir Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Muntazir Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muntazir Lakhnavi' above.

Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Un Zulfon Ka Aalam Abtari Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.