Masumiyat, Urdu Nazam By Murtaza Sahil Tasleemi

Masumiyat is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Murtaza Sahil Tasleemi. Masumiyat comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Masumiyat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

معصومیت

مرتضیٰ ساحل تسلیمی

میں نے پوچھا یہ رات گڈو سے

چاند پر میرے ساتھ جاؤ گے

سوچ کر تھوڑی دیر وہ بولا

چاند پر کوئی جا نہیں سکتا

میں یہ بولا کہ اے مرے بیٹے

چاند پر چند لوگ ہو آئے

نیل تھا پہلا شخص دنیا کا

چاند پر جس نے پیر رکھا تھا

اور بھی لوگ ہو کے آئے ہیں

کچھ نمونے بھی ساتھ لائے ہیں

مجھ سے کہنے لگا نہیں پاپا

چاند پر میں کبھی نہ جاؤں گا

میں نے پوچھا کہ اے مرے بیٹے

چاند پر کس لیے نہ جاؤ گے

مجھ سے معصومیت سے وہ بولا

گر گیا جو وہاں سے کیا ہوگا

مرتضیٰ ساحل تسلیمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Masumiyat

Murtaza Sahil Tasleemi

main ne puchha ye raat guDDu se
chand par mere sath jaoge
soch kar thoDi der wo bola
chand par koi ja nahin sakta
main ye bola ki a mere beTe
chand par chand log ho aae
nil tha pahla shaKHs duniya ka
chand par jis ne pair rakha tha
aur bhi log ho ke aae hain
kuchh namune bhi sath lae hain
mujh se kahne laga nahin papa
chand par mein kabhi na jaunga
main ne puchha ki ai mere beTe
chand par kis liye na jaoge
mujh se masumiyat se wo bola
gir gaya jo wahan se kya hoga

(792) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Masumiyat written by Murtaza Sahil Tasleemi at UrduPoint. Masumiyat is one of the masterpieces written by Murtaza Sahil Tasleemi. You can also find the complete poetry collection of Murtaza Sahil Tasleemi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murtaza Sahil Tasleemi' above.

Masumiyat is a widely read Urdu Nazam. If you like Masumiyat, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.