TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein, Urdu Ghazal By Musavvir Sabzwari

TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Musavvir Sabzwari. TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹوٹتے جسم کے مہتاب بکھر جا مجھ میں

مصور سبزواری

ٹوٹتے جسم کے مہتاب بکھر جا مجھ میں

میں چڑھی رات کا دریا ہوں اتر جا مجھ میں

میں تری یاد کے ساون کو کہاں برساؤں

اب کی رت میں کوئی بادل بھی نہ گرجا مجھ میں

جانے میں کون سے پت جھڑ میں ہوا تھا برباد

گرتے پتوں کی اک آواز ہے ہر جا مجھ میں

کوئی مہکار ہے پھولوں کی نہ رنگوں کی لکیر

ایک صحرا ہوں کہیں سے بھی گزر جا مجھ میں

ختم ہونے دے مرے ساتھ ہی اپنا بھی وجود

تو بھی اک نقش خرابے کا ہے مر جا مجھ میں

مصور سبزواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein

Musavvir Sabzwari

TuTte jism ke mahtab bikhar ja mujh mein
main chaDhi raat ka dariya hun utar ja mujh mein

main teri yaad ke sawan ko kahan barsaun
ab ki rut mein koi baadal bhi na garja mujh mein

jaane mein kaun se patjhaD mein hua tha barbaad
girte patton ki ek aawaz hai har ja mujh mein

koi mahkar hai phulon ki na rangon ki lakir
ek sahra hun kahin se bhi guzar ja mujh mein

KHatm hone de mere sath hi apna bhi wajud
tu bhi ek naqsh KHarabe ka hai mar ja mujh mein

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein written by Musavvir Sabzwari at UrduPoint. TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein is one of the masterpieces written by Musavvir Sabzwari. You can also find the complete poetry collection of Musavvir Sabzwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Musavvir Sabzwari' above.

TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like TuTte Jism Ke Mahtab Bikhar Ja Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.