Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun, Urdu Ghazal By Muslim Saleem

Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muslim Saleem. Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو کہاں گمان گزرتا کہ میں بھی ہوں

مسلم سلیم

مجھ کو کہاں گمان گزرتا کہ میں بھی ہوں

دیکھا تمہیں تو میں نے یہ جانا کہ میں بھی ہوں

میرے بھی بخت میں ہے اندھیرا کہ میں بھی ہوں

سمجھے نہ رات خود کو اکیلا کہ میں بھی ہوں

گھر تو بہا کے لے گیا خاشاک کی طرح

دریا نہ چھوڑ مجھ کو اکیلا کہ میں بھی ہوں

اے کاش چیختا اسے آتا تو میں نظر

اس صاحب نظر نے نہ دیکھا کہ میں بھی ہوں

میں اپنی دھن میں کتنی بلندی پہ آ گیا

کوئی نہیں ہے دیکھنے والا کہ میں بھی ہوں

مسلم سلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun

Muslim Saleem

mujh ko kahan guman guzarta ki main bhi hun
dekha tumhein to main ne ye jaana ki main bhi hun

mere bhi baKHt mein hai andhera ki main bhi hun
samjhe na raat KHud ko akela ki main bhi hun

ghar to baha ke le gaya KHashak ki tarah
dariya na chhoD mujh ko akela ki main bhi hun

ai kash chiKHta use aata to main nazar
us sahab-nazar ne na dekha ki main bhi hun

main apni dhun mein kitni bulandi pe aa gaya
koi nahin hai dekhne wala ki main bhi hun

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun written by Muslim Saleem at UrduPoint. Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun is one of the masterpieces written by Muslim Saleem. You can also find the complete poetry collection of Muslim Saleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muslim Saleem' above.

Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Kahan Guman Guzarta Ki Main Bhi Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.