Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai, Urdu Ghazal By Muzammil Sheikhpurvi

Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzammil Sheikhpurvi. Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمین روند چکے آسمان باقی ہے

مزمل شیخ پوروی

زمین روند چکے آسمان باقی ہے

ابھی کہیں نہ کہیں یہ جہان باقی ہے

یہ دور پیسے کا ہے کچھ پتہ نہیں چلتا

کہ کون بک گیا کس کی زبان باقی ہے

کریں وہ لاکھ جتن پھر بھی کچھ نہیں ہوگا

ابھی زمین پہ اس کا مکان باقی ہے

ہمیں مٹا دو مگر حق تو چھپ نہیں سکتا

گلا کٹا ہے ابھی تو زبان باقی ہے

یہ کہہ کے چھوڑ دیا کیوں قلم مزملؔ نے

ابھی تو اور بھی اک امتحان باقی ہے

مزمل شیخ پوروی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai

Muzammil Sheikhpurvi

zamin raund chuke aasman baqi hai
abhi kahin na kahin ye jahan baqi hai

ye daur paise ka hai kuchh pata nahin chalta
ki kaun bik gaya kis ki zaban baqi hai

karen wo lakh jatan phir bhi kuchh nahin hoga
abhi zamin pe us ka makan baqi hai

hamein miTa do magar haq to chhup nahin sakta
gala kaTa hai abhi to zaban baqi hai

ye kah ke chhoD diya kyon qalam 'muzammil' ne
abhi to aur bhi ek imtihan baqi hai

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai written by Muzammil Sheikhpurvi at UrduPoint. Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai is one of the masterpieces written by Muzammil Sheikhpurvi. You can also find the complete poetry collection of Muzammil Sheikhpurvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzammil Sheikhpurvi' above.

Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Raund Chuke Aasman Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.