Marka Hi Marka Chaaron Taraf, Urdu Ghazal By Nadeem Fazli

Marka Hi Marka Chaaron Taraf is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Fazli. Marka Hi Marka Chaaron Taraf comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Marka Hi Marka Chaaron Taraf on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

معرکہ ہی معرکہ چاروں طرف

ندیم فاضلی

معرکہ ہی معرکہ چاروں طرف

اک ہجوم کربلا چاروں طرف

توڑ دے اس دائرے کو توڑ دے

راستہ ہے راستہ چاروں طرف

مجھ کو کیسی خامشی درکار تھی

اور کیسا شور تھا چاروں طرف

وقت وہ جب میرے اندر میں نہ تھا

کون تھا میرے سوا چاروں طرف

عمر بھر مکار آنکھوں نے مجھے

وہ دکھایا جو نہ تھا چاروں طرف

اچھے اچھے جس کی رو میں بہہ گئے

اس نے باندھی وہ ہوا چاروں طرف

ہائے یہ ہم شاعروں کی ہائے ہائے

اور مکرر واہ وا چاروں طرف

ندیم فاضلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Marka Hi Marka Chaaron Taraf

Nadeem Fazli

marka hi marka chaaron taraf
ek hujum-e-karbala chaaron taraf

toD de is daere ko toD de
rasta hai rasta chaaron taraf

mujh ko kaisi KHamushi darkar thi
aur kaisa shor tha chaaron taraf

waqt wo jab mere andar mein na tha
kaun tha mere siwa chaaron taraf

umar bhar makkar aaankhon ne mujhe
wo dikhaya jo na tha chaaron taraf

achchhe achchhe jis ki rau mein bah gae
us ne bandhi wo hawa chaaron taraf

hae ye hum shairon ki hae hae
aur mukarrar wah-wa chaaron taraf

(401) ووٹ وصول ہوئے

You can read Marka Hi Marka Chaaron Taraf written by Nadeem Fazli at UrduPoint. Marka Hi Marka Chaaron Taraf is one of the masterpieces written by Nadeem Fazli. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Fazli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Fazli' above.

Marka Hi Marka Chaaron Taraf is a widely read Urdu Ghazal. If you like Marka Hi Marka Chaaron Taraf, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.