Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe, Urdu Ghazal By Nadeem Fazli

Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Fazli. Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں خوش گمان رکھا گیا عمر بھر مجھے

ندیم فاضلی

یوں خوش گمان رکھا گیا عمر بھر مجھے

ہر شام سے ملی ہے نوید سحر مجھے

میں تھا جو حد جسم سے آگے نہ بڑھ سکا

وہ لے گیا بدن سے مرے چھین کر مجھے

میں ضائع ہو چکا ہوں بہت کھیل کھیل میں

اے وقت اب نہ اور لگا داؤ پر مجھے

میرے لیے قضا ہے ابھی دائمی حیات

کچھ لوگ چاہتے ہیں ابھی ٹوٹ کر مجھے

ہونا ہے معتبر مجھے اپنی نگاہ میں

کب اعتبار بخشے گی تیری نظر مجھے

میری طرح ندیمؔ اسے ہچکیاں نہ آئیں

جو سوچتا ہے رات کے پچھلے پہر مجھے

ندیم فاضلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe

Nadeem Fazli

yun KHush-guman rakkha gaya umar bhar mujhe
har sham se mali hai nawed-e-sahar mujhe

main tha jo hadd-e-jism se aage na baDh saka
wo le gaya badan se mere chhin kar mujhe

main zaea ho chuka hun bahut khel khel mein
ai waqt ab na aur laga daw par mujhe

mere liye qaza hai abhi daimi hayat
kuchh log chahte hain abhi TuT kar mujhe

hona hai mo'tabar mujhe apni nigah mein
kab e'tibar baKHshegi teri nazar mujhe

meri tarah 'nadim' use hichkiyan na aaen
jo sochta hai raat kai pichhle pahar mujhe

(359) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe written by Nadeem Fazli at UrduPoint. Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe is one of the masterpieces written by Nadeem Fazli. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Fazli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Fazli' above.

Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun KHush-guman Rakkha Gaya Umar Bhar Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.