Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb, Urdu Ghazal By Nadeem Goyai

Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Goyai. Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ جانے کون سی ساعت میں ہو گیا غائب

ندیم گویائی

نہ جانے کون سی ساعت میں ہو گیا غائب

جو اندرون ٹٹولا تو لاپتہ غائب

کدھر کو جاؤں ہواؤں کی قید سے چھٹ کر

زمین تنگ ہوئی اور راستا غائب

وہ ایک ابر کی مانند میرے اوپر سے

ہوا کے ساتھ اڑا اور ہو گیا غائب

کسی بھی طور برابر نہ ہو سکی تقسیم

جو ایک سامنے آیا تو دوسرا غائب

ندیم گویائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb

Nadeem Goyai

na jaane kaun si saat mein ho gaya ghaeb
jo andarun TaTola to lapata ghaeb

kidhar ko jaun hawaon ki qaid se chhuT kar
zamin tang hui aur rasta ghaeb

wo ek abr ki manind mere upar se
hawa ke sath uDa aur ho gaya ghaeb

kisi bhi taur barabar na ho saki taqsim
jo ek samne aaya to dusra ghaeb

(349) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb written by Nadeem Goyai at UrduPoint. Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb is one of the masterpieces written by Nadeem Goyai. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Goyai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Goyai' above.

Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Jaane Kaun Si Saat Mein Ho Gaya Ghaeb, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.