Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab, Urdu Ghazal By Nafees Ahmad Sahar

Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nafees Ahmad Sahar. Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک ہی مضمون کے کتنے ہیں باب

نفیس احمد سحر

ایک ہی مضمون کے کتنے ہیں باب

خون آنسو چیخ وحشت اضطراب

اس طرح چہرے پہ ہے ان کے نقاب

گہن میں ہو جس طرح سے آفتاب

وہ تو کہئے تھا مقدر کا دھنی

ورنہ اس کا وار تو تھا کامیاب

خون ناحق کا ستم ایجاد سے

وقت اک اک بوند کا لے گا حساب

سر چھپانے کو سہارا ڈھونڈئیے

بستیاں آنے کو پھر ہیں زیر آب

ذہن کی گہرائیوں میں جھانک کر

دیکھیے آتا ہے کیسے انقلاب

حسن کے دربار میں دیکھو سحرؔ

آئنہ کرتا ہے کس کو انتخاب

نفیس احمد سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab

Nafees Ahmad Sahar

ek hi mazmun ke kitne hain bab
KHun aansu chiKH wahshat iztirab

is tarah chehre pe hai un ke naqab
gahn mein ho jis tarah se aaftab

wo to kahiye tha muqaddar ka dhani
warna us ka war to tha kaamyab

KHun-e-nahaq ka sitam-ijad se
waqt ek ek bund ka lega hisab

sar chhupane ko sahaara DhunDiye
bastiyan aane ko phir hain zer-e-ab

zehn ki gahraiyon mein jhank kar
dekhiye aata hai kaise inqalab

husn ke darbar mein dekho 'sahar'
aaina karta hai kis ko intiKHab

(384) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab written by Nafees Ahmad Sahar at UrduPoint. Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab is one of the masterpieces written by Nafees Ahmad Sahar. You can also find the complete poetry collection of Nafees Ahmad Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nafees Ahmad Sahar' above.

Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Hi Mazmun Ke Kitne Hain Bab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.