KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai, Urdu Ghazal By Nafees Ahmad Sahar

KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nafees Ahmad Sahar. KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال شب کبھی فکر سحر میں رہتا ہے

نفیس احمد سحر

خیال شب کبھی فکر سحر میں رہتا ہے

تمام عمر پرندہ سفر میں رہتا ہے

ملے گا کیا وہ تمہیں عارضی مسرت سے

جو لطف خاص غم معتبر میں رہتا ہے

کسی کو بڑھ کے نہ تم آئنہ دکھا دینا

کہ انتقام کا جذبہ بشر میں رہتا ہے

وہی تو فکر کو دیتا ہے فن کا پیراہن

جو اعتماد کہ دست ہنر میں رہتا ہے

متاع ہوش نہ لٹ جائے دل نہ رک جائے

یہ ڈر سحرؔ ہمیں اپنے ہی گھر میں رہتا ہے

نفیس احمد سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai

Nafees Ahmad Sahar

KHayal-e-shab kabhi fikr-e-sahar mein rahta hai
tamam umr parinda safar mein rahta hai

milega kya wo tumhein aarzi masarrat se
jo lutf-e-KHas gham-e-mo'tabar mein rahta hai

kisi ko baDh ke na tum aaina dikha dena
ki intiqam ka jazba bashar mein rahta hai

wahi to fikr ko deta hai fan ka pairahan
jo e'timad ki dast-e-hunar mein rahta hai

mata-e-hosh na luT jae dil na ruk jae
ye Dar 'sahar' hamein apne hi ghar mein rahta hai

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai written by Nafees Ahmad Sahar at UrduPoint. KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai is one of the masterpieces written by Nafees Ahmad Sahar. You can also find the complete poetry collection of Nafees Ahmad Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nafees Ahmad Sahar' above.

KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-e-shab Kabhi Fikr-e-sahar Mein Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.