Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe, Urdu Ghazal By Najmus Saqib

Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Najmus Saqib. Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یقیں کے بعد یہ دیکھا کہ پھر گماں ٹوٹے

نجم الثاقب

یقیں کے بعد یہ دیکھا کہ پھر گماں ٹوٹے

وہ آندھیاں تھیں کہ سارے ہی سائباں ٹوٹے

فصیل شہر کی ڈالیں جنہوں نے بنیادیں

وہ ہاتھ دستکیں دیتے ہوئے یہاں ٹوٹے

پھر ایک بار لڑائی تھی اپنی سورج سے

ہم آئینوں کی طرح پھر یہاں وہاں ٹوٹے

ہمارے موسم دل کو نظر یہ کس کی لگی

یہ کن ہواؤں میں رشتوں کے آشیاں ٹوٹے

نہ صرف یہ کہ گریں ان پہ بجلیاں سیدھی

تلاش حق کے اسیروں پہ آسماں ٹوٹے

نجم الثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe

Najmus Saqib

yaqin ke baad ye dekha ki phir guman TuTe
wo aandhiyan thin ki sare hi saeban TuTe

fasil-e-shahr ki Dalin jinhon ne buniyaaden
wo hath dastaken dete hue yahan TuTe

phir ek bar laDai thi apni suraj se
hum aainon ki tarah phir yahan wahan TuTe

hamare mausam-e-dil ko nazar ye kis ki lagi
ye kin hawaon mein rishton ke aashiyan TuTe

na sirf ye ki giren un pe bijliyan sidhi
talash-e-haq ke asiron pe aasman TuTe

(545) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe written by Najmus Saqib at UrduPoint. Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe is one of the masterpieces written by Najmus Saqib. You can also find the complete poetry collection of Najmus Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Najmus Saqib' above.

Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaqin Ke Baad Ye Dekha Ki Phir Guman TuTe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.