Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai, Urdu Ghazal By Naseem Dehlvi

Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Dehlvi. Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے کہے دیتے ہیں زحمت خوردہ ہے

نسیم دہلوی

ہے کہے دیتے ہیں زحمت خوردہ ہے

دل تو حاضر ہے مگر پژمردہ ہے

تو ہی آتا ہے نہ آتی ہے قضا

دیکھتے ہیں جس کو وہ آزردہ ہے

جس طرح جی چاہے رکھیں میرا دل

جانتے ہیں وہ کہ مال مردہ ہے

منزل الفت میں رکھیں تو قدم

رستم و سہراب کا کیا گردہ ہے

کون سنتا ہے تمہاری اے نسیمؔ

کس کو پاس خاطر افسردہ ہے

نسیم دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai

Naseem Dehlvi

hai kahe dete hain zahmat-KHurda hai
dil to hazir hai magar pazhmurda hai

tu hi aata hai na aati hai qaza
dekhte hain jis ko wo aazurda hai

jis tarah ji chahe rakhen mera dil
jaante hain wo ki mal murda hai

manzil-e-ulfat mein rakkhen to qadam
rustam-o-suhrab ka kya gurda hai

kaun sunta hai tumhaari ai 'nasim'
kis ko pas-e-KHatir-e-afsurda hai

(360) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai written by Naseem Dehlvi at UrduPoint. Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai is one of the masterpieces written by Naseem Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Naseem Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Dehlvi' above.

Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Kahe Dete Hain Zahmat-KHurda Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.