Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya, Urdu Ghazal By Nashir Naqvi

Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nashir Naqvi. Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک ایسا زندگی کا ضابطہ تشکیل کر آیا

ناشر نقوی

اک ایسا زندگی کا ضابطہ تشکیل کر آیا

جو سنگ ذات تھا میں اس کو سنگ میل کر آیا

نہ حرف و لفظ ہی رکھے نہ ہے صوت و صدا ان میں

بس اک سادے ورق پر زندگی تحلیل کر آیا

مسیحائی کے چرچے حشر تک یوں ہی مرے ہوں گے

صدائے قم بہ اذن اللہ کو انجیل کر آیا

جو تیری بات تھی مالک بیاں کر دی زمانے سے

جو تیرا حکم تھا اس حکم کی تعمیل کر آیا

مرا ہر شعر ناشرؔ زندگی کا ترجمہ ٹھہرا

سخن میں ڈھال کر قصے کو با تفصیل کر آیا

ناشر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya

Nashir Naqvi

ek aisa zindagi ka zabta tashkil kar aaya
jo sang-e-zat tha main us ko sang-e-mil kar aaya

na harf-o-lafz hi rakkhe na hai saut-o-sada un mein
bas ek sade waraq par zindagi tahlil kar aaya

masihai ke charche hashr tak yun hi mere honge
sada-e-qum-ba-iznillah ko injil kar aaya

jo teri baat thi malik bayan kar di zamane se
jo tera hukm tha us hukm ki tamil kar aaya

mera har sher 'nashir' zindagi ka tarjuma Thahra
suKHan mein Dhaal kar qisse ko ba-tafsil kar aaya

(478) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya written by Nashir Naqvi at UrduPoint. Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya is one of the masterpieces written by Nashir Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Nashir Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nashir Naqvi' above.

Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Aisa Zindagi Ka Zabta Tashkil Kar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.