Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai, Urdu Ghazal By Nashtar Khaanqahi

Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nashtar Khaanqahi. Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وصل ارزاں وقت کی لیکن فراوانی گئی

نشتر خانقاہی

وصل ارزاں وقت کی لیکن فراوانی گئی

بڑھ گئی جتنی سہولت اتنی آسانی گئی

معصیت کا ذکر کیا ہے معصیت پہلے بھی تھی

رنج تو یہ ہے گناہوں سے پشیمانی گئی

عشق بھی دل سے کیا جوگی بنے وحشت بھی کی

کیا ہوا کچھ تو کہو کیا وضع حیوانی گئی

ایک لمبا فاصلہ ہے جان سے پہچان تک

شکل جو جانی گئی وہ بھی نہ پہچانی گئی

پہلے بھی سیلاب آتے تھے مگر کیا اس قدر

اب کے تو برسات میں ہر فصل بارانی گئی

زیر لب اک لفظ نے کیسا ہمیں چونکا دیا

پل ہی پل میں خانقاہیؔ سب ہمہ دانی گئی

نشتر خانقاہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai

Nashtar Khaanqahi

wasl arzan waqt ki lekin farawani gai
baDh gai jitni suhulat utni aasani gai

masiyat ka zikr kya hai masiyat pahle bhi thi
ranj to ye hai gunahon se pashemani gai

ishq bhi dil se kiya jogi bane wahshat bhi ki
kya hua kuchh to kaho kya waz-e-haiwani gai

ek lamba fasla hai jaan se pahchan tak
shakl jo jaani gai wo bhi na pahchani gai

pahle bhi sailab aate the magar kya is qadar
ab ke to barsat mein har fasl barani gai

zer-e-lab ek lafz ne kaisa hamein chaunka diya
pal hi pal mein 'KHanqahi' sab hama-dani gai

(519) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai written by Nashtar Khaanqahi at UrduPoint. Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai is one of the masterpieces written by Nashtar Khaanqahi. You can also find the complete poetry collection of Nashtar Khaanqahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nashtar Khaanqahi' above.

Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wasl Arzan Waqt Ki Lekin Farawani Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.