Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati, Urdu Ghazal By Nasiruddin Ansar

Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasiruddin Ansar. Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ جس زباں سے محبت کی بو نہیں آتی

ناصر الدین انصار

وہ جس زباں سے محبت کی بو نہیں آتی

وہ لاکھ بات کرے گفتگو نہیں آتی

ہمیشہ میں نے بھگویا ہے اپنے دامن کو

تمہاری یاد کبھی بے وضو نہیں آتی

جہاں ریا کا سمندر ہو موجزن ہر دم

وہاں خلوص کی پھر آب جو نہیں آتی

یہ وصف خاص قناعت کا ہے عطا کردہ

زباں پہ میرے کبھی آرزو نہیں آتی

ناصر الدین انصار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati

Nasiruddin Ansar

wo jis zaban se mohabbat ki bu nahin aati
wo lakh baat kare guftugu nahin aati

hamesha main ne bhigoya hai apne daman ko
tumhaari yaad kabhi be-wuzu nahin aati

jahan riya ka samundar ho maujzan har dam
wahan KHulus ki phir aab-ju nahin aati

ye wasf-e-KHas qanaat ka hai ata-karda
zaban pe mere kabhi aarzu nahin aati

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati written by Nasiruddin Ansar at UrduPoint. Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati is one of the masterpieces written by Nasiruddin Ansar. You can also find the complete poetry collection of Nasiruddin Ansar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasiruddin Ansar' above.

Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jis Zaban Se Mohabbat Ki Bu Nahin Aati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.