Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi, Urdu Ghazal By Nazeer Nazar

Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Nazar. Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جیت کر بھی پھر سے ہاری زندگی

نذیر نظر

جیت کر بھی پھر سے ہاری زندگی

پوچھئے مت کیوں گزاری زندگی

اک مہاجن سب کے اوپر ہے کھڑا

جس نے ہم کو دی ادھاری زندگی

چنا کتھا لگ رہا ہے آئے دن

پان بیڑی اور سپاری زندگی

اک طرف محمود سا انداز ہے

اک طرف مینا کماری زندگی

ہو گئی ہے اس ہنیؔ سے بور جب

پھر تو بس راحتؔ پکاری زندگی

چین کی پھر نیند آئی قبر میں

اپنے تن سے جب اتاری زندگی

نذیر نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi

Nazeer Nazar

jit kar bhi phir se haari zindagi
puchhiye mat kyun guzari zindagi

ek mahajan sab ke upar hai khaDa
jis ne hum ko di udhaari zindagi

chuna kattha lag raha hai aae din
pan biDi aur supari zindagi

ek taraf mahmud sa andaz hai
ek taraf mina-kumari zindagi

ho gai hai is 'hani' se bor jab
phir to bas 'rahat' pukari zindagi

chain ki phir nind aai qabr mein
apne tan se jab utari zindagi

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi written by Nazeer Nazar at UrduPoint. Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi is one of the masterpieces written by Nazeer Nazar. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Nazar' above.

Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jit Kar Bhi Phir Se Haari Zindagi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.