Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab, Urdu Ghazal By Noor Ahmad Naz

Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor Ahmad Naz. Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کرچی کرچی ہو جاتے ہیں اکثر میرے خواب

نور احمد ناز

کرچی کرچی ہو جاتے ہیں اکثر میرے خواب

مجھ سے پہلے سو جاتے ہیں اکثر میرے خواب

ذہن کو بنجر کر دیتی ہے سوچ کی سیم اور تھور

وحشت دل میں بو جاتے ہیں اکثر میرے خواب

بند آنکھوں سے دیکھوں کب تک میں تیری تصویر

یاد میں تیری کھو جاتے ہیں اکثر میرے خواب

دھیرے دھیرے مر جاتی ہے جب بھی ایک امنگ

آ کر مجھ پر رو جاتے ہیں اکثر میرے خواب

نازؔ کسی کو دیکھ کے جوں ہی دھڑکے میرا دل

آگے پیچھے ہو جاتے ہیں اکثر میرے خواب

نور احمد ناز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab

Noor Ahmad Naz

kirchi kirchi ho jate hain aksar mere KHwab
mujh se pahle so jate hain aksar mere KHwab

zehn ko banjar kar deti hai soch ki sim aur thur
wahshat dil mein bo jate hain aksar mere KHwab

band aankhon se dekhun kab tak main teri taswir
yaad mein teri kho jate hain aksar mere KHwab

dhire dhire mar jati hai jab bhi ek umang
aa kar mujh par ro jate hain aksar mere KHwab

'naz' kisi ko dekh ke junhi dhaDke mera dil
aage pichhe ho jate hain aksar mere KHwab

(423) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab written by Noor Ahmad Naz at UrduPoint. Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab is one of the masterpieces written by Noor Ahmad Naz. You can also find the complete poetry collection of Noor Ahmad Naz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor Ahmad Naz' above.

Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kirchi Kirchi Ho Jate Hain Aksar Mere KHwab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.