Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha, Urdu Ghazal By Noor N Sahir

Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor N Sahir. Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترا مقام زمانے میں یوں نرالا تھا

نور این ساحر

ترا مقام زمانے میں یوں نرالا تھا

کہ تو ہمارے لیے ہر کسی سے اعلیٰ تھا

کسی نے خواب سے مجھ کو جگا دیا ورنہ

میں اپنے آپ سے آگے نکلنے والا تھا

بہت غریب تھے کچا مکان چھپر تھا

کہ پھر بھی ابا نے نازوں سے ہم کو پالا تھا

مجھے پتہ تھا میں تیری ہتھیلیوں میں ہوں

تری خوشی کے لیے ٹاس پھر اچھالا تھا

وہ کہہ رہا تھا کہ محبوب کیوں نہیں اس میں

پھر اس نے غصے میں آئینہ توڑ ڈالا تھا

نور این ساحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha

Noor N Sahir

tera maqam zamane mein yun nirala tha
ki tu hamare liye har kisi se aala tha

kisi ne KHwab se mujh ko jaga diya warna
main apne aap se aage nikalne wala tha

bahut gharib the kachcha makan chhappar tha
ki phir bhi abba ne nazon se hum ko pala tha

mujhe pata tha main teri hatheliyon mein hun
teri KHushi ke liye toss phir uchhaala tha

wo kah raha tha ki mahbub kyon nahin us mein
phir us ne ghusse mein aaina toD Dala tha

(519) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha written by Noor N Sahir at UrduPoint. Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha is one of the masterpieces written by Noor N Sahir. You can also find the complete poetry collection of Noor N Sahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor N Sahir' above.

Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.