Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil, Urdu Ghazal By Nwab Saif Ali Sayyaf

Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nwab Saif Ali Sayyaf. Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بتوں کو دیکھتے ہی آ گیا دل

نواب سیف علی سیاف

بتوں کو دیکھتے ہی آ گیا دل

نہ سوچا ابتدا میں انتہا دل

حسینو ہے ابھی ناداں میرا دل

سمجھتا کچھ نہیں اچھا برا دل

مرے بس میں اگر ہوتا مرا دل

نہ ہوتا یوں بتوں کا مبتلا دل

یہ حسرت ہے گلا ہو زیر خنجر

کسی سے کر رہا ہو سامنا دل

بتوں کو دیکھ کر ہو جائے مائل

دیا تھا کیوں مجھے ایسا خدا دل

سر محفل کسی سے لڑ گئی آنکھ

کسی سے کر رہا ہے سامنا دل

وہ شکوہ کر کے یوں کہتے ہیں سیافؔ

کسی سے اور ہے تیرا لگا دل

نواب سیف علی سیاف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil

Nwab Saif Ali Sayyaf

buton ko dekhte hi aa gaya dil
na socha ibtida mein intiha dil

hasino hai abhi nadan mera dil
samajhta kuchh nahin achchha-bura dil

mere bas mein agar hota mera dil
na hota yun buton ka mubtala dil

ye hasrat hai gala ho zer-e-KHanjar
kisi se kar raha ho samna dil

buton ko dekh kar ho jae mail
diya tha kyon mujhe aisa KHuda dil

sar-e-mahfil kisi se laD gai aankh
kisi se kar raha hai samna dil

wo shikwa kar ke yun kahte hain 'sayyaf'
kisi se aur hai tera laga dil

(644) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil written by Nwab Saif Ali Sayyaf at UrduPoint. Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil is one of the masterpieces written by Nwab Saif Ali Sayyaf. You can also find the complete poetry collection of Nwab Saif Ali Sayyaf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nwab Saif Ali Sayyaf' above.

Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil is a widely read Urdu Ghazal. If you like Buton Ko Dekhte Hi Aa Gaya Dil, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.