Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun, Urdu Ghazal By Osama Zakir

Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Osama Zakir. Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب آفتاب سمندر میں جا گراتا ہوں

اسامہ ذاکر

جب آفتاب سمندر میں جا گراتا ہوں

تب اپنے آپ سے باہر نکل کے آتا ہوں

حسین خوابوں کو سارے ہرے پرندوں کو

جھلستی ذات کے صحرا میں چھوڑ آتا ہوں

جو ٹوٹتا ہے اجالوں کے شہر میں تارا

میں جگنوؤں کے لئے آشیاں بناتا ہوں

یہ میں نہیں ہوں یہ تیری نظر کا دھوکہ ہے

تو کون ہوں میں کسی کو نہیں بتاتا ہوں

اسامہ ذاکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun

Osama Zakir

jab aaftab samundar mein ja giraata hun
tab apne aap se bahar nikal ke aata hun

hasin KHwabon ko sare hare parindon ko
jhulasti zat ke sahra mein chhoD aata hun

jo TuTta hai ujalon ke shahr mein tara
main jugnuon ke liye aashiyan banata hun

ye main nahin hun ye teri nazar ka dhoka hai
tu kaun hun main kisi ko nahin batata hun

(560) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun written by Osama Zakir at UrduPoint. Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun is one of the masterpieces written by Osama Zakir. You can also find the complete poetry collection of Osama Zakir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Osama Zakir' above.

Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.