Main Bhi Gum Mazi Mein Tha, Urdu Ghazal By Prakhar Malviya Kanha

Main Bhi Gum Mazi Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prakhar Malviya Kanha. Main Bhi Gum Mazi Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Bhi Gum Mazi Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں بھی گم ماضی میں تھا

پرکھر مالوی کانھا

میں بھی گم ماضی میں تھا

دریا بھی جلدی میں تھا

ایک بلا کا شور و غل

میری خاموشی میں تھا

بھر آئیں اس کی آنکھیں

پھر دریا کشتی میں تھا

ایک ہی موسم طاری کیوں

دل کی پھلواری میں تھا

صحرا صحرا بھٹکا میں

وہ دل کی بستی میں تھا

لمحہ لمحہ راکھ ہوا

میں بھی کب جلدی میں تھا؟

پرکھر مالوی کانھا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Bhi Gum Mazi Mein Tha

Prakhar Malviya Kanha

main bhi gum mazi mein tha
dariya bhi jaldi mein tha

ek bala ka shor-o-ghul
meri KHamoshi mein tha

bhar aain us ki aankhen
phir dariya kashti mein tha

ek hi mausam tari kyun
dil ki phulwari mein tha

sahra sahra bhaTka main
wo dil ki basti mein tha

lamha lamha rakh hua
main bhi kab jaldi mein tha?

(490) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main Bhi Gum Mazi Mein Tha written by Prakhar Malviya Kanha at UrduPoint. Main Bhi Gum Mazi Mein Tha is one of the masterpieces written by Prakhar Malviya Kanha. You can also find the complete poetry collection of Prakhar Malviya Kanha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prakhar Malviya Kanha' above.

Main Bhi Gum Mazi Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Bhi Gum Mazi Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.