Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho, Urdu Ghazal By Puja Bhatia

Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Puja Bhatia. Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس ہنر کے مظاہرے میں ہو

پوجا بھاٹیا

کس ہنر کے مظاہرے میں ہو

تم تو خود سے مقابلے میں ہو

قتل کرنا تو اس کو ٹھیک نہیں

عشق کی موت حادثے میں ہو

چاند آئے گا صلح کرنے کو

جاگ جاؤ مغالطے میں ہو

نام میں دوسرا محبت کا

تم ہو پاگل یا پھر نشے میں ہو

آتے آتے ہنسی یوں پھسلی ہے

جیسے اشکوں کے راستے میں ہو

چاند غائب ہے چاند راتوں سے

کیا پتہ میرے آئنے میں ہو

تم چلے تھے خلا کو بھرنے کیوں؟

لوٹ آئے کہ راستے میں ہو

کون منصف بنے سوا دریا

اک جزیرہ جو کٹگھرے میں ہو

پوجا بھاٹیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho

Puja Bhatia

kis hunar ke muzahire mein ho
tum to KHud se muqable mein ho

qatl karna to us ko Thik nahin
ishq ki maut hadse mein ho

chand aaega sulh karne ko
jag jao mughaalte mein ho

nam main dusra mohabbat ka
tum ho pagal ya phir nashe mein ho

aate aate hansi yun phisli hai
jaise ashkon ke raste mein ho

chand ghaeb hai chand raaton se
kya pata mere aaine mein ho

tum chale the KHala ko bharne kyun?
lauT aae ki raste mein ho

kaun munsif bane siwa dariya
ek jazira jo kaTghare mein ho

(534) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho written by Puja Bhatia at UrduPoint. Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho is one of the masterpieces written by Puja Bhatia. You can also find the complete poetry collection of Puja Bhatia by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Puja Bhatia' above.

Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Hunar Ke Muzahire Mein Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.