Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai, Urdu Ghazal By Purnam Allahabadi

Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Purnam Allahabadi. Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے درد کی تجھے کیا خبر ہے جسے خبر کوئی اور ہے

پرنم الہ آبادی

مرے درد کی تجھے کیا خبر ہے جسے خبر کوئی اور ہے

تو علاج رہنے دے چارہ گر مرا چارہ گر کوئی اور ہے

وہ جو آئنے کے ہے روبرو وہی آئنے میں ہے ہو بہ ہو

یہ نہ سوچ یہ نہ خیال کر کہ ادھر ادھر کوئی اور ہے

ہیں جہاں میں ایک سے اک حسیں کمی حسن والوں کی تو نہیں

جسے چاہتا ہوں میں ہم نشیں وہ حسیں مگر کوئی اور ہے

الگ اپنی راہ لے ناصحا مجھے تیرے راہنما سے کیا

ترا راہبر کوئی اور ہے مرا راہبر کوئی اور ہے

نہ فرشتہ ہے نہ ہے آدمی یہ غلط کسی نے سمجھ لیا

مرے ساتھ راہ حیات میں مرا ہم سفر کوئی اور ہے

وہ تری نظر کا فریب ہے ذرا دیکھ دل کی نگاہ سے

جسے تو سمجھتا ہے راہ رو سر رہ گزر کوئی اور ہے

یہاں پرنمؔ اپنا نہ دل لگا کہ یہاں قیام ہے عارضی

جہاں تجھ کو رہنا ہے مستقل وہ مکاں وہ گھر کوئی اور ہے

پرنم الہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai

Purnam Allahabadi

mere dard ki tujhe kya KHabar hai jise KHabar koi aur hai
tu ilaj rahne de chaaragar mera chaaragar koi aur hai

wo jo aaine ke hai ru-ba-ru wahi aaine mein hai hu-ba-hu
ye na soch ye na KHayal kar ki idhar udhar koi aur hai

hain jahan mein ek se ek hasin kami husn walon ki to nahin
jise chahta hun main ham-nashin wo hasin magar koi aur hai

alag apni rah le naseha mujhe tere rah-numa se kya
tera rahbar koi aur hai mera rahbar koi aur hai

na farishta hai na hai aadmi ye ghalat kisi ne samajh liya
mere sath rah-e-hayat mein mera ham-safar koi aur hai

wo teri nazar ka fareb hai zara dekh dil ki nigah se
jise tu samajhta hai rah-rau sar-e-rahguzar koi aur hai

yahan 'purnam' apna na dil laga ki yahan qayam hai aarzi
jahan tujh ko rahna hai mustaqil wo makan wo ghar koi aur hai

(685) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai written by Purnam Allahabadi at UrduPoint. Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai is one of the masterpieces written by Purnam Allahabadi. You can also find the complete poetry collection of Purnam Allahabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Purnam Allahabadi' above.

Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Dard Ki Tujhe Kya KHabar Hai Jise KHabar Koi Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.