Nazuki Hae Uske HonTon Ki, Urdu Ghazal By Pushp Raj Yadav

Nazuki Hae Uske HonTon Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pushp Raj Yadav. Nazuki Hae Uske HonTon Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazuki Hae Uske HonTon Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نازکی ہائے اس کے ہونٹوں کی

پشپ راج یادو

نازکی ہائے اس کے ہونٹوں کی

میرؔ کے شعر سے بھی نازک تھی

عمر کے راستے میں آ بھٹکی

ایک خواہش ابھی جو بچی تھی

اس کی سب سے حسین کاریگری

ایک تم اور تمہارا شیدائی

رات کے دو بجے ستاروں کی

جانے کیوں آنکھ لگتے لگتے رہی

کل ہمیں زندگی سے شکوہ تھا

اور اب موت سے شکایت سی

موت کے آخری فرشتے نے

پھاڑ کر پھینک دی مری عرضی

میری مجبوریوں سے وابستہ

آج کی سانجھ پھوٹ کر روئی

پشپ راج یادو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazuki Hae Uske HonTon Ki

Pushp Raj Yadav

nazuki hae us ke honTon ki
'mir' ke sher se bhi nazuk thi

umr ke raste mein aa bhaTki
ek KHwahish abhi jo bachchi thi

us ki sab se hasin karigari
ek tum aur tumhaara shaidai

raat ke do baje sitaron ki
jaane kyon aankh lagte-lagte rahi

kal hamein zindagi se shikwa tha
aur ab maut se shikayat si

maut ke aaKHiri farishte ne
phaD kar phenk di meri arzi

meri majburiyon se wabasta
aaj ki sanjh phuT kar roi

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazuki Hae Uske HonTon Ki written by Pushp Raj Yadav at UrduPoint. Nazuki Hae Uske HonTon Ki is one of the masterpieces written by Pushp Raj Yadav. You can also find the complete poetry collection of Pushp Raj Yadav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pushp Raj Yadav' above.

Nazuki Hae Uske HonTon Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazuki Hae Uske HonTon Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.