Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain, Urdu Ghazal By Qadir Khan Sartaj

Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qadir Khan Sartaj. Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر چند کہ غالب کے طرف دار بہت ہیں

قادر خان سرتاج

ہر چند کہ غالب کے طرف دار بہت ہیں

لیکن یہ مرے دوست پر اسرار بہت ہیں

جمتی ہوئی دیکھی ہے ہتھیلی پہ بھی سرسوں

یہ لوگ زمانے کے تو فن کار بہت ہیں

شرمندۂ احساس نہ ہو گردش دوراں

بربادئ جاں کو تو مرے یار بہت ہیں

یہ عقل کہے راہ ملاقات نہیں ہے

دل ہم سے کہے اس برس آثار بہت ہیں

کچھ ان کے لیے ہاتھ اٹھا اور دعا کر

سرتاجؔ ترے ان دنوں بیمار بہت ہیں

قادر خان سرتاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain

Qadir Khan Sartaj

har chand ki ghaalib ke taraf-dar bahut hain
lekin ye mere dost pur-asrar bahut hain

jamti hui dekhi hai hatheli pe bhi sarson
ye log zamane ke to fankar bahut hain

sharminda-e-ehsas na ho gardish-e-dauran
barbaadi-e-jaan ko to mere yar bahut hain

ye aql kahe rah-e-mulaqat nahin hai
dil hum se kahe is baras aasar bahut hain

kuchh un ke liye hath uTha aur dua kar
‘sartaj’ tere in dinon bimar bahut hain

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain written by Qadir Khan Sartaj at UrduPoint. Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain is one of the masterpieces written by Qadir Khan Sartaj. You can also find the complete poetry collection of Qadir Khan Sartaj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qadir Khan Sartaj' above.

Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Chand Ki Ghaalib Ke Taraf-dar Bahut Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.