Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye, Urdu Ghazal By Qaisar Usmani

Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Usmani. Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اس مقام پہ ہوں جس کو لا مکاں کہئے

قیصر عثمانی

میں اس مقام پہ ہوں جس کو لا مکاں کہئے

زمیں نہ کہئے اسے اور نہ آسماں کہئے

فضائے دل نہ معطر ہو جس سے اے ہمدم

نہ بوستاں اسے کہئے نہ گلستاں کہئے

وصال یار میسر نہ ہو تو کیا غم ہے

خیال یار تو ہے جس کو دل ستاں کہئے

رفیق جتنے تھے اپنے وہ اٹھ گئے سارے

ہے کون بزم میں اب جس کو راز داں کہئے

چمن میں رہ کے بھی قیصرؔ مجھے نہیں معلوم

بہار کہئے اسے یا اسے خزاں کہئے

قیصر عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye

Qaisar Usmani

main us maqam pe hun jis ko la-makan kahiye
zamin na kahiye use aur na aasman kahiye

faza-e-dil na moattar ho jis se ai hamdam
na bostan use kahiye na gulistan kahiye

visal-e-yar mayassar na ho to kya gham hai
KHayal-e-yar to hai jis ko dil-sitan kahiye

rafiq jitne the apne wo uTh gae sare
hai kaun bazm mein ab jis ko raazdan kahiye

chaman mein rah ke bhi 'qaisar' mujhe nahin malum
bahaar kahiye use ya use KHizan kahiye

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye written by Qaisar Usmani at UrduPoint. Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye is one of the masterpieces written by Qaisar Usmani. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Usmani' above.

Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Us Maqam Pe Hun Jis Ko La-makan Kahiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.