Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai, Urdu Ghazal By Raees Akhtar

Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raees Akhtar. Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان آنکھوں سے پہلے بھی کہیں بات ہوئی ہے

رئیس اختر

ان آنکھوں سے پہلے بھی کہیں بات ہوئی ہے

سوچوں گا کہاں تم سے ملاقات ہوئی ہے

تقدیس محبت پہ کہیں حرف نہ آئے

تسکین ہوس شامل جذبات ہوئی ہے

یہ روشنی شائستہ اجالوں کا ہے دھوکہ

اے دوست ابھی ختم کہاں رات ہوئی ہے

حالات ہی ایسے ہیں کہ تھمتے نہیں آنسو

اب زندگی بے وقت کی برسات ہوئی ہے

جس روز سے ہم شہر تمنا میں لٹے ہیں

افسردگی ہم شکل مناجات ہوئی ہے

تم بھی تو رئیسؔ آج نئے ذہن سے سوچو

اب تک تو غزل نذر روایات ہوئی ہے

رئیس اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai

Raees Akhtar

un aankhon se pahle bhi kahin baat hui hai
sochunga kahan tum se mulaqat hui hai

taqdis-e-mohabbat pe kahin harf na aae
taskin-e-hawas shamil-e-jazbaat hui hai

ye raushni shaista ujalon ka hai dhoka
ai dost abhi KHatm kahan raat hui hai

haalat hi aise hain ki thamte nahin aansu
ab zindagi be-waqt ki barsat hui hai

jis roz se hum shahr-e-tamanna mein luTe hain
afsurdagi ham-shakl-e-munajat hui hai

tum bhi to 'rais' aaj nae zehn se socho
ab tak to ghazal nazr-e-riwayat hui hai

(368) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai written by Raees Akhtar at UrduPoint. Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai is one of the masterpieces written by Raees Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Raees Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raees Akhtar' above.

Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.