Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai, Urdu Ghazal By Raheemullah Shad

Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raheemullah Shad. Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قسمت چشم تر بڑھانا ہے

رحیم اللہ شاد

قسمت چشم تر بڑھانا ہے

آنسوؤں کو گہر بنانا ہے

یہ زمانہ عجب زمانا ہے

ہر حقیقت یہاں فسانہ ہے

بھڑکے جذبات کو دبانا ہے

پانی اس آگ کو بنانا ہے

ہنس کے بار الم اٹھانا ہے

موت کو زندگی بنانا ہے

ہم تو سیل بلا کی نذر ہوئے

دوسروں کو مگر بچانا ہے

ہم نہیں دیکھتے ہوا کا رخ

کام اپنا دیا جلانا ہے

میرا ہی ہم نوا نہیں کوئی

آپ کے ساتھ تو زمانہ ہے

امتحاں لے چکے زمانے کا

اب ہمیں خود کو آزمانا ہے

رحیم اللہ شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai

Raheemullah Shad

qismat-e-chashm-e-tar baDhana hai
aansuon ko guhar banana hai

ye zamana ajab zamana hai
har haqiqat yahan fasana hai

bhaDke jazbaat ko dabana hai
pani is aag ko banana hai

hans ke bar-e-alam uThana hai
maut ko zindagi banana hai

hum to sail-e-bala ki nazr hue
dusron ko magar bachana hai

hum nahin dekhte hawa ka ruKH
kaam apna diya jalana hai

mera hi ham-nawa nahin koi
aap ke sath to zamana hai

imtihan le chuke zamane ka
ab hamein KHud ko aazmana hai

(384) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai written by Raheemullah Shad at UrduPoint. Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai is one of the masterpieces written by Raheemullah Shad. You can also find the complete poetry collection of Raheemullah Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raheemullah Shad' above.

Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qismat-e-chashm-e-tar BaDhana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.