Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya, Urdu Ghazal By Rais Farogh

Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rais Farogh. Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر مجھے رات بھر ڈرائے گیا

رئیس فروغ

گھر مجھے رات بھر ڈرائے گیا

میں دیا بن کے جھلملائے گیا

کل کسی اجنبی کا حسن مجھے

یاد آیا تو یاد آئے گیا

کوئی گھائل زمیں کی آنکھوں میں

نیند کی کونپلیں بچھائے گیا

سفر عشق میں بدن اس کا

دور سے روشنی دکھائے گیا

اپنی لہروں میں رنج کا موسم

آنسوؤں کے کنول کھلائے گیا

شہر کا ایک برگ آوارہ

دشت و در کی ہنسی اڑائے گیا

اور مرا تین سال کا بچہ

اس حماقت پہ مسکرائے گیا

مجھ میں کیا بات تھی رئیس فروغؔ

وہ سجن کیوں مجھے رجھائے گیا

رئیس فروغ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya

Rais Farogh

ghar mujhe raat bhar Darae gaya
main diya ban ke jhilmilae gaya

kal kisi ajnabi ka husn mujhe
yaad aaya to yaad aae gaya

koi ghael zamin ki aankhon mein
nind ki konplen bichhae gaya

safar-e-ishq mein badan us ka
dur se raushni dikhae gaya

apni lahron mein ranj ka mausam
aansuon ke kanwal khilae gaya

shahr ka ek barg-e-awara
dasht-o-dar ki hansi uDae gaya

aur mera tin sal ka bachcha
is himaqat pe muskurae gaya

mujh mein kya baat thi rais-farogh
wo sajan kyun mujhe rijhae gaya

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya written by Rais Farogh at UrduPoint. Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya is one of the masterpieces written by Rais Farogh. You can also find the complete poetry collection of Rais Farogh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rais Farogh' above.

Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.