Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega, Urdu Ghazal By Rakesh Rahi

Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rakesh Rahi. Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور کتنا ابھی پرہیز کیا جائے گا

راکیش راہی

اور کتنا ابھی پرہیز کیا جائے گا

ان چراغوں کو کبھی تیز کیا جائے گا

ہم ترے رنگ میں رنگ جائیں گے یا پھر ہم کو

آپ ہی کی طرح رنگ ریز کیا جائے گا

ہم کھڑے ہو گئے ہیں حق کے تحفظ کے لئے

ہم سے اب جان کے پرہیز کیا جائے گا

ظلم سہہ کے بھی بغاوت نہیں کی ہے ہم نے

ظالموں کو ابھی چنگیز کیا جائے گا

پہلے ہی ٹوٹ چکا گھر کا تصور راہیؔ

اور کتنا ہمیں انگریز کیا جائے گا

راکیش راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega

Rakesh Rahi

aur kitna abhi parhez kiya jaega
in charaghon ko kabhi tez kiya jaega

hum tere rang mein rang jaenge ya phir hum ko
aap hi ki tarah rang-rez kiya jaega

hum khaDe ho gae hain haq ke tahaffuz ke liye
hum se ab jaan ke parhez kiya jaega

zulm sah ke bhi baghawat nahin ki hai hum ne
zalimon ko abhi changez kiya jaega

pahle hi TuT chuka ghar ka tasawwur 'rahi'
aur kitna hamein angrez kiya jaega

(598) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega written by Rakesh Rahi at UrduPoint. Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega is one of the masterpieces written by Rakesh Rahi. You can also find the complete poetry collection of Rakesh Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rakesh Rahi' above.

Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Kitna Abhi Parhez Kiya Jaega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.