Aap Se Rabta Nahin Mere Dost, Urdu Ghazal By Rana Abdurrab

Aap Se Rabta Nahin Mere Dost is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rana Abdurrab. Aap Se Rabta Nahin Mere Dost comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Se Rabta Nahin Mere Dost on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ سے رابطہ نہیں مرے دوست

رانا عبدالرب

آپ سے رابطہ نہیں مرے دوست

سانس کا سلسلہ نہیں مرے دوست

اپنی مرضی کی کھینچ لو تصویر

زندگی کیمرہ نہیں مرے دوست

دوست تو اور بھی ہزاروں ہیں

کوئی بھی آپ سا نہیں مرے دوست

تو نے دشمن سمجھ لیا مجھ کو

میں نے کچھ بھی کہا نہیں مرے دوست

بارہا تیرا مجھ سے مل جانا

یہ کوئی حادثہ نہیں مرے دوست

میں اسے بھول جاؤں پاگل ہو

مفت کا مشورہ نہیں مرے دوست

تو بہت دور ہے مگر پھر بھی

یہ کوئی فاصلہ نہیں مرے دوست

میں تری کال کاٹ دوں عبدلؔ

مجھ میں یہ حوصلہ نہیں مرے دوست

رانا عبدالرب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Se Rabta Nahin Mere Dost

Rana Abdurrab

aap se rabta nahin mere dost
sans ka silsila nahin mere dost

apni marzi ki khinch lo taswir
zindagi camera nahin mere dost

dost to aur bhi hazaron hain
koi bhi aap sa nahin mere dost

tu ne dushman samajh liya mujh ko
main ne kuchh bhi kaha nahin mere dost

barha tera mujh se mil jaana
ye koi hadisa nahin mere dost

main use bhul jaun pagal ho
muft ka mashwara nahin mere dost

tu bahut dur hai magar phir bhi
ye koi fasla nahin mere dost

main teri call kaT dun 'abdul'
mujh mein ye hausla nahin mere dost

(751) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Se Rabta Nahin Mere Dost written by Rana Abdurrab at UrduPoint. Aap Se Rabta Nahin Mere Dost is one of the masterpieces written by Rana Abdurrab. You can also find the complete poetry collection of Rana Abdurrab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rana Abdurrab' above.

Aap Se Rabta Nahin Mere Dost is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Se Rabta Nahin Mere Dost, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.