Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha, Urdu Ghazal By Rana Sahri

Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rana Sahri. Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ سے واقف تو مرے جسم کا سایا بھی نہ تھا

رعنا سحری

مجھ سے واقف تو مرے جسم کا سایا بھی نہ تھا

کیسے ہو جاتا تمہارا میں خود اپنا بھی نہ تھا

جتنا مایوس ہے وہ شخص بچھڑ کر مجھ سے

اتنی شدت سے تو میں نے اسے چاہا بھی نہ تھا

چند لمحوں کی رفاقت ہی بہت تھی اے دوست

اس سے بڑھ کر تو کوئی اور تقاضا بھی نہ تھا

جیسے الزام لگائے ہیں مرے سر اس نے

ایسی نظروں سے تو میں نے اسے دیکھا بھی نہ تھا

تو بھی غیروں کا سا برتاؤ کرے گا مجھ سے

میں نے ایسا تو کسی حال میں سوچا بھی نہ تھا

رعنا سحری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha

Rana Sahri

mujh se waqif to mere jism ka saya bhi na tha
kaise ho jata tumhaara main KHud apna bhi na tha

jitna mayus hai wo shaKHs bichhaD kar mujh se
utni shiddat se to main ne use chaha bhi na tha

chand lamhon ki rifaqat hi bahut thi ai dost
is se baDh kar to koi aur taqaza bhi na tha

jaise ilzam lagae hain mere sar us ne
aisi nazron se to main ne use dekha bhi na tha

tu bhi ghairon ka sa bartaw karega mujh se
main ne aisa to kisi haal mein socha bhi na tha

(446) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha written by Rana Sahri at UrduPoint. Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha is one of the masterpieces written by Rana Sahri. You can also find the complete poetry collection of Rana Sahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rana Sahri' above.

Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhse Waqif To Mere Jism Ka Saya Bhi Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.