Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai, Urdu Ghazal By Rana Usman Ahaamir

Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rana Usman Ahaamir. Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نے کھل کر نہیں خاموش محبت کی ہے

رانا عثمان احامر

میں نے کھل کر نہیں خاموش محبت کی ہے

سچ تو یہ ہے تری عزت کی حفاظت کی ہے

میں بھلا کیسے ترے ساتھ بغاوت کرتا

مجھ پہ سادات کے پرکھوں نے امامت کی ہے

صاحب دین کو فتوے کی نہ کیوں کر سوجھے

آج درویش نے مسجد میں عبادت کی ہے

یہ زمیں کیوں نہ پھٹے اور فلک زرد نہ ہو

ایک مزدور نے اللہ سے شکایت کی ہے

ظلم سہہ کر بھی بغاوت کا نہیں سوچا میں نے

حوصلہ دیکھ کہ حاکم کی اطاعت کی ہے

رانا عثمان احامر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai

Rana Usman Ahaamir

main ne khul kar nahin KHamosh mohabbat ki hai
sach to ye hai teri izzat ki hifazat ki hai

main bhala kaise tere sath baghawat karta
mujh pe sadat ke purkhon ne imamat ki hai

sahab-e-din ko fatwe ki na kyun kar sujhe
aaj darwesh ne masjid mein ibaadat ki hai

ye zamin kyon na phaTe aur falak zard na ho
ek mazdur ne allah se shikayat ki hai

zulm sah kar bhi baghawat ka nahin socha main ne
hausla dekh ki hakim ki itaat ki hai

(692) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai written by Rana Usman Ahaamir at UrduPoint. Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai is one of the masterpieces written by Rana Usman Ahaamir. You can also find the complete poetry collection of Rana Usman Ahaamir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rana Usman Ahaamir' above.

Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maine Khul Kar Nahin KHamosh Mohabbat Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.